Aaj ke time me Google pr search krna koyi muskil kam nahi hai. Lekin fir bhi kyi bar aesa hota hai ki kisi chij ki talash krne me apka time pura barbad ho jata hai. Aese me google pr search krne ke liye kyi sare way hai, lekin yah us pr nirbhar krta hai ki aap platform kya search kr rhe hai. To aaj hum apko kus khas tarike bataynge, jinki help se aap kam time me jyda chijo ko Google me search kr payenge.




Google Search Tips

Quote ka use kre

Aapki jankari ke liye bta de ki jydatar web page quote me hi likhe jate hai. Quote ka use krne se google apko whi page dikhayega, jisme us line ke word likhe honge. Is tarah se search krna behad easy ho jayega.

Mines ka use kre

Users mines ka use kr unwanted web page ko apne natijo se hta sakte hai. Is trick ke jariye apko whi search milenge, jo aap pana chahte hai.

Is tarah find kre old news

Agar users Google pr old news ko find krte hai. To unhe google news archive search ke sath manchahi date likh kr enter krni hogi. Iske bad sari purani news apke samne aa jayegi.

Website me find kre keyword

Yah tarika un users ke liye hai, jo yah dekhna chahte hai ki website ne kab kab konsa word use kiya hai. Iske liye unhe 'site:' ka use krna hoga. Example ke liye users ko government ki site ke wahi page chahiye jinpar bharti word likha hai, to unhe bharti site:india.gov.in likhna hoga.

InUrl ka use kre

Agar aap kisi ek text ke sath url khojna chahte hai, to apko inurl ka use krna hoga. Example: inurl: viruahir

Vs ke jariye kisi bhi chij ko kre compare

Users iske jariye Google pr kisi bhi chij ko compare kr sakte hai. Iske alava users ko iske use se un chijo se jude fayde or nukshan ki jankari bhi milengi.

Conclusion

Dosto yha pr hamne google search ke tricks dekhe, jisme aapne jana kus khas word ka use kaise kre google me search krne ke time. Friends aesi hi interesting tips ke liye is post ko apne dosto or relatives ke sath jarur share kre.

Responsive Pricing Tables

Resize the browser window to see the effect.

  • Basic
  • $ 9.99 / year
  • 10GB Storage
  • 10 Emails
  • 10 Domains
  • 1GB Bandwidth
  • Sign Up
  • Pro
  • $ 24.99 / year
  • 25GB Storage
  • 25 Emails
  • 25 Domains
  • 2GB Bandwidth
  • Sign Up
  • Premium
  • $ 49.99 / year
  • 50GB Storage
  • 50 Emails
  • 50 Domains
  • 5GB Bandwidth
  • Sign Up