Navigation-Menus (Do Not Edit Here!)

How To Hide Photos In Gallery ?

 Waise to sabhi smartphone me gallery hoti hai lekin jub bat photos or video ko private rakhne ki hoti hai to hme kus apps download krne ki jarurarat padti hai. Lekin mamla yha aakar ruk jata hai, ki aakhir best features wale gallery apps konse hai?


E-Apps Gallery

Gallery apps me sabse achha app EApps Gallery hai. Download krne ke liye he sabse achha achha application hai. Ye aap bahut hi fast hai, jisse aap easily koyi bhi video dekh sakte hai. Isme koyi photo search bhi kr sakte hai.

F-Stop Gallery

Agar aap apne mobile me ek gallery application install krna chahte hai to Fstop gallery bhi achha option hai. Isme aap apni video or photos save kr sakte hai. Is app ko download krne ke liye android me android ka 5.0 version hona jaruri hai.

Focus Picture Gallery

Features ke mamle me focus Picture Gallery bhi smartphone me download krne ke liye ek accha app hai. Iska interface or design bahut hi badhiya hai. Isme aap kayi tarah ke live wallpaper bhi easily use kr sakte hai.

Gallery Vault

Yah security app hai, lekin gallery ke liye bhi sabse achhi application hai. Isme aap aesi photo ko apni video se hide kr sakte hai, jo wap kisi ko dikhana nahi chahte. Is aap me lock system hai or aap fingerprint ya password se bhi ise open kr sakte hai.

Google Photos

Google Photos yah google ka ek feature hai, jisme photo easily save kr or share kr sakte hai. Ye ek tarah ka photo or video ka storage hai. Isse apke phone me photo or video rakhne se space fill hota hai wo bhi empty ho jayega.

Conclusion

I hope aap sabhi ko yah article pasand aaya hoga. Muje lagta hai yah 5 apps ka use aap apni gallery hiding skills ko badha ne ke liye kr sakte hai. Waise to is post ko apne friends ke sath jarur share krna chahiye but unhe password mat bta dena.

Post a Comment

0 Comments