Friend kaise hai aap ? Mai apka bahot bahot swagat karta hu aapke or blogging site Ishwar Ahir par. Muje puri umid hai is website par likha har content apko pasand aya hoga. Agar apko blogging se related koyi questions hai to aapko mujko comment karke bta sakte hai.


Friends aaj hum bat karne wale hai Blogging ke bare mai, Blogging kya hai what is blogging? Shayad kus reader ko pta ho blogging kya hai.

Blog ek online journal hota hai jha blogger apne personal, professional experience ya apne achievement ko world ke sath share karta hai. Blog ek online platform hai jha blogger apne ideas, passion, hobby, thought, lifestyle ko world ke sath share karte hai.

Note: yadi hum short mai kahna chahe to Blog ek Website hai, jha blogger apne daily life ko update karta hai.




Blogging mai Yah Three word jyada use hote hai.

1. Blog: Yah ek online dairy hai.

2. Blogger: Jo person blog update karta hai, jiska blog hai, vah blogger hota hai.

3. Blogging: Blog par likhe kne kam ko Blogging kahte hai.

    Why Do Blogging?

    Blogging kyu karni chahiye ? Yah bahut hi important question hai unke liye jo apna Blog Start Karna chahte hai ya Blogger banana chahte hai. Aaj ke is virtual world mai internet ke uses mai aesi grow huyi hai ki india mai america se jyada internet ka use ho rha hai. Vahi har insaan ke pass kus positive ideas jarur hote hai or internet ek aesa medium hai jiski help se wo apne ideas ko puri duniya ke sath share kar sakta hai. Lekin aap mai se kus kahenge ki hum kyu aapne ideas, experience ya lifestyle ko share kare. Lekin mera ek strong believe hai ki aap social media ke madhyam se aapne ideas, experience ya lifestyle ko internet par share karte hai. Mere kehne ka matlab sirf itna hai ki aap bhi Blogging karte hai lekin apka tarika alag hai. Ek question or kya social media apko pay karta hai. Lekin yadi aap apna blog bna kar us par aapne ideas share karte hai to aap bahot sari earning bhi kar sakte hai.

    Some Important Think About Blogging

    1. Blogging aap kisi bhi Topic par kar sakte hai.
    2. Blogging ki starting hamesha Single topic se karo.
    3. Always series post likhne ki try kro.
    4. Starting mai earning ki jagah Traffic par dhyan do.
    5. Traffic ke liye social media ka jarur use kare.
    6. Daily Post karo.

    Conclusion

    Umid karta hu ki aab apko blogging jarur samaj mai aa chuka hoga. Yadi apko kayi problem hai to aap niche comment Box mai comment kar bta sakte hai. Post achha lga ho to ise aapne social media par jarur share kare.