Navigation-Menus (Do Not Edit Here!)

How To Change Aadhaar Details Online

 Aadhaar card aab india mai ek important document hai. Aadhaar card par 12 digits ka ek unique identification number hota hai. Jise central government manage karti hai. Aadhaar card banane ke liye kisi person ka biometric data or demographic data liya jata hai. Aadhaar card banvate time akshar hi mistakes ho jati hai jisse apko kayi bar apna name ya address uodate karna padta hai. Logo ko isse ise update karne mai problem ko face karna padta hai. Aadhaar mai apna data update karne ke liye apko center jana jaruri nahi hai. UIDIA ne ise update karne ke liye process easy kar di hai. Aap online easily apna name or address aadhaar par update kar sakte hai. Yha hum apko batayenge ki aadhaar card update karne ke liye apko kya karna chahiye.



How To Change Aadhaar Details Online

1. AADHAAR ke Self Service Update portal (SSUP) par jaye.
2. First sabhi introduction ko dhayan se read kare.
3. Iske bad Proceed button par click kare.
4. Iske bad aapne 12 digits ka Aadhaar number enter kare.
5. Aab last mai diye gye box mai Text Verification Code enter kare or send OTP par click kare.
6. Iske bad enter TOTP par click kare.
7. Iske bad UIDIA ke database mai registered mobile number par OTP ayega.
8. Is One Time Password ya OTP ko enter kar apne Aadhaar account mai login kare.
9. Aap khud ko verify karne ke liye TOTP ka use kar sakte hai.

Select Details You Want To Update

1. Iske bad apko name & Address ko change karna hai to use select kare.
2. Agar aap Aadhaar mai apna address change karna chahte hai to address option par tick lagaye. Or submit button par click kare.
3. Aab aap apna Address enter kare.
4. Yah dhyan rakhe ki apke pas address ka proof hona chahiye.
5. Submit button par click kare. Agar apna address change karna chahte hai, to modify option par bhi click kar sakte hai.
6. Aab aap declaration ke samne wale box par tick lagaye or proceed button par click kare. Address ko verify karne ke liye aap address ke new proof ke tor par jo document dena chahte hai use select kare.
7. Aab wap apne address ke certificate ki scan copy upload kare or submit button par click kare.

    Confirmation ke bad Yes button par click kare

    1. Iske bad aap BPO service company ko select kare jo apki details ko verify karega. Submit button par click kare.
    2. Sari information update karne ke baf aap kus days mai new aadhaar download kar sakte hai. Apna aadhaar card printout nikal sakte hai.

    Aese easily aap apne smartphone se hi ghar bethe apne aadhaar card ki detail ko change kar sakte hai. Is post ko apne sabhi friends ke sath share jarur kare.

    Conclusion

    Dosto har bhi ki tarah is bar bhi aapse kehna chaunga ki aap log aesi hi tricks hamari website pr read kr sakte hai. Friends muje pta hai aap logo ko yah post kafi pasand aayi hogi jisme maine apko bataya hai how to change aadhaar details online.

    Post a Comment

    0 Comments