Navigation-Menus (Do Not Edit Here!)

kese Check kare Phone Original hai ya nahi In hindi ?


 Aap mai se yadi hum apse kahe ki apke pas smartphone nahi hoga to sayad hi aesa ho to, kyonki yadi aap post ko read kar rhe hai to 95% apke pas phone hogahi. Smartphone aajkal bahot saste mil rhe hai. Kayi bar online phone kharidne ne par achha cashback mil jata hai. To chaliye jante hai how to check phone is original or fake.


Vaise kayi log online smartphone or phone buy karne se darte hai, kyonki unhe lagta hai ki unhe duplicate smartphone mil sakta hai. To aaj hum apko ek trick batate hai jiske use se aap ek message bhejkar pta kar sakte hai, ki apka phone original hai ya duplicate.





ese ap patta kar satke ho ?

Yah service kisi or ne nahi, lekin department of telecommunication ne di hai. Is service ke chalte aap sirf ek SMS bhej kar apne phone ke bare mai full detail jan sakte hai. SMS ke alava aap C-DOT ke App se bhi pta kar sakte hai ki apka phone duplicate hai ya original.

 SMS Ke sath me

Yadi aap message send kar ke janna chahte hai ki apka phone original hai duplicate to.

1. Aap Messenger mai jakar KYM type kar ke space de or

2. Iske bad apna phone ka 15 digit ka IMEI number type kare or

3. 14422 par Send kare. (Example: KYM 917124567837947)


kese patta kare IMEI number

Agar apko phone ka IMEI number pta nahi hai to iski information aap yah number dial karke jan sakte hai.

1. Dial *#06#

Iske alava phone ke box par bhi IMEI number hota hai. Message send karne ke bad apke pas ek message ayega jisme apke phone ki full details company ke name ke sath hoti hai.

es app ke sath App

SMS ke alava aap apne android phone mai Google Play Store Se.

1. KYM-Know Your Mobile

App download karke bhi apne phone ke bare mai puri detail jan sakte hai. Yah aap apko yah bhi batayega ki apke phone ki IMEI block kiya gya hai ya nahi.

Article ka Conclusion

So dosto i hope aap sabhi log phone original hai ya duplicate wo check kaise krna hai, wo jan gye honge. Muje lagta hai apko ek bar apna phone bhi is method se jarur check krna chahiye, taki apko pta chale trick working hai or phone bhi sahi hai.

Post a Comment

0 Comments