Navigation-Menus (Do Not Edit Here!)

How to Find Lost Android Phone ?

 Aap apne smartphone par bat kar rhe hai or raste par chal rhe hai. Or kab apks phone chori ho jayega iski koyi guarantee nahi hai. Aesi situation mai hum kus nahi kar pate hai. Police ke pas jate hai to police hamse 100 questions pusti hai. Or 100 bar police station ka chakkar lagvati hai.


Hmare phone mai photo-video or kayi type ki personal data or bank se related information hoti hai. Aese mai in information ka wrong use ho skata hai. Mobile chori ho jane ki situation mai first kam usme store photos, videos or personal information ko delete karna hota hai. Aab aap soch rhe honge ki jub mobile chori ho hi gya to usme store data ko delete kese kare. To iska answer yah hai ki aap remote se ghar bethe delete kar sakte hai. Ayiye jante hai how to find lost android phone.






How to Find Lost Android Phone

Aapni personal information ki tension kise nahi hoti hai. Aese mai yadi aap bji chahte hai ki spke phonr mai store personal information kisi galat hatho mai na pade to sabse pehle apne Android smartphone mai kus settings kare. Iske liye Mobile setting mai security mai jaye.

Iske ba dapko device administrator ya Android device manager ka option milega. In settings ko search karne mai problem ho rhi hai to setting mai sabse upar setting ko search bar mai inkr name se search kar le. Iske bad device manager ko active kar de.

Device manager ko On karne ke bad phone gum ho jane ki situation mai ssp dusre phone mai apni company ke account se login karke ya fir google se login karke data delete kar sakte hai. Iske alava dusra tarika yah hai ki aap aapne phone mai google playstore se google ka find my phone device app download kar le.

Iski help se aap kisi bhi phone se login karke apne phone ka data delete kar sakte hai. Sath hi phone ko lock kar sakte hai or password bhi change kar sakte hai. Jabki yah trick tabhi kam karega jab apke phone mai internet on hoga.

Conclusion

Friends i hope aap log jan gye honge kaise apna lost Android phone find krna hai. Sath me jin logo ko in trick ke bare me janana hai unke sath is post ko jarur share kre. Milte hai next interested article ke sath.

Post a Comment

0 Comments